Hot Posts

6/recent/ticker-posts

DGVCL Bill Check And Pay Online.

DGVCL Bill Check And Pay Online.


Aaj Aapko Online Electricity Bill Check Aur Pay Kaise Kiya Ja Sakta Hai Uske Bare Mai Jankari Denge.


Aaj Ke Dur Mai Online Ka Jamana Aa Gaya Hai Aur Sabhi Field Mai Online Payment Ka isstemal Ho Gaya Hai.


Gujarat mai bhi Electricity Jaise Ki MGVCL, UGVCL, DGVCL, PGVCL Nai Bhi Online Bill Bharne Ka Option Diya Hai Jisse aap gar Bhetkar bhi online bill pe kar sakte hai.


Aap Official Website ya kisi bhi online payment app ke jariye online bill payment kar sakte hai wo bhi free.


App Ka Upyog Kar Ke Payment :


Aapko Google Pay use karate Ho To App Google pay ka istemal karke bhi bill bhar sakte ho.


Google pay se payment kar ne par cashback milta hai jisse kuch fayda ho sake.


Google pay ke alava aap phone pe, paytm, freecharge, amazon pay, Mobikwick dvara bhi online payment kar sakte ho.




DGVCL Me Bill Check Kaise Kare ?


Hum Apko Bill Check Kar ne ki official site link di hai us par jakar aap apna bill kitna hai wo check kar sakte hai.


Agar aapka bill kahi kho jaye to aap aashani se apna bill check kar sakte hai uske liye aapko niche di gayi link par click kar ke apna bill check kar sakte hai.





Online Payment Kaise Kare?


Agar Aap Koi Bhi Payment App Jaise Ki google pay ya dusri koi bhi aap use karte ho to aapko us app mai jakar (Electricity Bill) ka option diya hoga usme jakar aasani se bill payment kar sakte hai.




also read : MGVCL ke liye yaha click kare
also read : UGVCL ke liye yaha click kare


Agar aapke pas koi bhi app nahi hai to niche di gayi official site par jakar aap apna bill pay kar sakte hai. Payment kar nai ke baad 24 hour mai bill update miya jayenga.


MGVCL, UGVCL,DGVCL, PGVCL sabhi ke bill check aur online payment ke liye niche alag alag link di gayi hai jis par jake aap apna electricity bill ka balance check kar sakte hai aur online payment kar sakte hai.

Post a Comment

0 Comments